Matti ki khushboo, barish ki boond,
Yaad dilaye woh din, beete lamhe aur sukoon.
Lakdi ka dhua, aankhon mein halki jalan,
Chulhae ki roti, maa ke hathon ka swad aur pawan.
Gobar ki lipai, saaf-suthra woh aangan,
Chakki ka atta, sehatmand zindagi ka sangam.
Chidiya ki chahak, subah ki pehli kiran,
Pedh ki chaav, thandi hawa aur shaanti ka vadan.
Aangan ki baithak, sathi dost aur hansi-thitholi,
Gayya ka rambhana, jeewan ki madhur boli.
Murgae ki baangh, naya din aane ka ishara,
Kandae ki baati, ghar ko roshan kare yeh sitara.
The Aangan
Ratapani Tiger Reserve. MP
Copyright © 2025 The Aangan - All Rights Reserved.
Powered by Travellers Planner
We use cookies to analyze website traffic and optimize your website experience. By accepting our use of cookies, your data will be aggregated with all other user data.